Quick Qur'an Quiz

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki tarah scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيك).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah An-Nisa ayat no. 61 to 70
Quiz no. - 54
Name: *
City: *
 ﷽
Aur ye to Allah ka ________Hai Aur Allah janne wala kafi hai? *
10 points
Allah pagimber ko duniya me bhejta hai taaki ham ALLAH ke hukm se uska ________ .
*
10 points
Wo kon log the jo Allah ke rasool ka farman aane ke baad bhi kisi aur ke paas jate the? *
10 points
Aur Allah unhe _________ Rasta bhi dikhata?.
*
10 points
Tumhare parwadigar ki kasam ye log jab tak apne tanazaat me tumhe ________ Na bana le ye kabhi kamyab nahi ho sakte.
*
10 points
Jab Munafiqeen par koi museebat aathi thi to woh kya karte the?
*
10 points

Jo Allah aur Rasool ki itaat karega woh  kin logon ke saath rahenge?

*
10 points

Jab insan naseehat par hota hai to Allah use kya deta hai?

*
10 points

Aur agar inhe hukm dete ki apne aap ko qatal karo ya apne Ghar ko chor do to unme se kuch hi aisa karte. Agar us ________ per amal karte rehe to unke haq me behtar hota.

*
10 points
Un Logo (Munafiqeen) ke dilo mein Jo kuch hai  ALLAH unko jaanta hai aap bas ______ Karo.
*
10 points
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.