Quick Qur'an Quiz

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki tarah scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيك).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Quiz No.40
Topic: Surah Ale Imran Ayat No. 121 to 130 
City: *
Name: *
 ﷽

Allah ki madad kab aati hai? 

Jab musalman ______ rakhe.

*
10 points
Jung me Fatah aur kamyabi kaise milti hai?
*
10 points
Kufr karne walo ke liye _________ hai.
*
10 points
Musalmano ki kam tadad, kafiro ki 1000 ke lashkar se konsi jung jeet chuki thi?
*
10 points

Faislon ka aur Saza dena ya maaf kar dena kiske ikhtiyar me hai?

*
10 points

Allah ne kiski madad ke liye farishte mukarrar kar rakhein hain?

*
10 points
Sood ke bare me Allah ki lanat kis par hai?
*
10 points
Jung e uhad musalmano ke do giroh Maidaan chhod ke kyu jana chahte the?
*
10 points

Zameen aur asmaam me jo kuch hai uska malik?

*
10 points

Wo konsi jung thi jisme nabi kareem ka daant mubarak shaheed ho gaya?

*
10 points
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.