Quick Qur'an Translation Quiz (Surah Yusuf)

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki taraf scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيكم).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah Yusuf 61 to 70
Quiz no. - 166
Name: *
City: *
 ﷽

61. Bhaiyon ne Yusuf Alaihsalam ke chhote bhai ko lane ke mutalbe par kya kaha?

*
10 points
62. Yusuf Alaihsalam ne kya kiya ke unke bhai, chhote bhai ko lekar zarur ba zarur wapas aayein? *
10 points
63. Yusuf Alaihsalam kon se bhai se milna chahte the? *
10 points

64. Yaqoob Alaihsalam ne bin Yamin ki hifazat ke liye kis par bharosa kiya?

*
10 points
65. Apne 10 beton ki galti aur gunaho ke baad bhi Yaqoob Alaihissalam ne Un par dobara bharosa kiya, isse kya seekha ja sakta hai? *
10 points

66. Apne aur apne beto ke waade par Yaqoob Alaihsalam ne kise gawah banaya?

*
10 points

67. Yaqoob Alaihsalam ne apne beton ko alag alag darwazo se dakhil hone ko kyu kaha?

*
10 points
68. Yaqoob Alaihsalam ne apne beton ko alag alag darwaazon se dakhil hone ki salah dene ke baad unki hifazat ke liye kis par bharosa kiya? *
10 points
69. Allah ki marzi ke khilaaf hamari hifazat kaun kar sakta hai? *
10 points

70. Saman lekar wapas laut-te waqt Bhaiyon ke kafile ko Chor kisne kaha?

*
10 points
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.