Quick Qur'an Quiz

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki tarah scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيك).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah An-Nisa ayat no. 41 to 50
Quiz no. - 52
City: *
Name: *
 ﷽
Ispar iman le aao qabl iske ke hum chehre bigaad kar pichey pher dein ya unko usi tarah laanat zadah kardein jis tarah “hafte ke din walon" ke saath humne kiya tha.

Is aayat mein "hafte ke din waale" kinhe kaha gaya hai? 

*
10 points
Dosti ke liye hamare liye kon kafi hai?
*
10 points
Us waqt woh sab log jinhon ne Rasool ki baat na maani aur uski nafarmani karte rahey, tamanna karenge ke kaash unhe hamwar (zameen phatt jaye aur woh is mein samaa jayein) kar diya jaye.

To kya unhe hamwar kar diya jayega?

*
10 points
Allahkab namaz ke karib jane se mana kar raha hai?
*
10 points
ALLAH Ta'ala ne kinke kufr se unhe lanat ki hai?
*
10 points
Ek momin kise dost banata hai aur kis se madad mangta hai?
*
10 points
Ek aadmi ki maut shirk par hue to kya ALLAH use bakhs dega?
*
10 points
Roz e Qayamat har ummat ki gawahi kaun dega? *
10 points
Kis halat mein tayammum karne ka hukm hai?
*
10 points
Kya tumne unhe nahi dekha? Jinhe kitab ka kuch hissa diya gaya, wo ________ kharidatein hain aur chahte hain ke tum bhi raah se bhatak jaao.
*
10 points
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.