Quick Qur'an Quiz

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki tarah scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيك).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah An-Nisa ayat no. 131 to 140
Quiz no. - 61
City: *
Name: *
 ﷽
Qadeer ka Matlab Kya hai? *
10 points
Kya hame Quran ki Tarah Torat, zaboor, injeel par bhi Imaan Laana zaroori hai?
*
10 points
Al  Baseer (البصیر ) ka Kya Meaning hai?
*
10 points
Kya Munafiq Bhi Jahannum me Jayega?
*
10 points
Al Khabeer (الخبیر ) Kya Maana hai?
*
10 points
Agar Baat hamare Ghar waale or Rishtedaro par aa jaaye to Kya Ham Thodi der ke liye Adl se hat sakte hai?
*
10 points
Agar Tumne Na-Insafi ki to Jaan lo ALLAH ______ Hai.
*
10 points
 Farishte, Kitab, Rasool, Qayamat ka din, Kya inme me Kisi ka Inkar Kufr hai?
*
10 points
Jo Apne Kufr mein Hadd se Zyadah badh Gaye kya ALLAH unhe Hidayat dega?
*
10 points

Aaj hamare muashare mein ek badi tadad me musalman izzat ki khatir dusre musalman ko Chhod kar Kafiron se dosti badha rahe hai. 

Kya Kafiron se izzat milegi?

*
10 points
SUPPORT US
Qur'an distribution ka hissa banne ke liye aap is number (79035 74342) par PhonePe ke zariyah Al Qur’an Foundation ko support kar sakte hain.

To be a part of Quran distribution You Can Support Al Qur’an Foundation through PhonePe to this Number - 79035 74342
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.