Quick Qur'an Quiz

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki taraf scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيك).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah Al-Ma'idah 91 to 100
Quiz no. - 75
City: *
Name: *
 ﷽
Allah ki kya sifate hain?
*
10 points
Rasoolallah (ﷺ) ko Allah ne kya zimmedari di hai?
*
10 points
Sharaab or juye ki hasad se sabse sakht nuksaan konsa hai?
*
10 points
"Allah ke mohtaram ghar kaaba ko logo ke liye ijtima'i zindagi ke qiyamgah ka jariya banaya."

Ijtima’i se kya murad hai?
*
10 points

Jo log imaan le aaye or nek amal karne lage unhone pehle jo kuchh khaya piya tha uspar koi pakadh na hogi basharte:

*
10 points
Sacha imaan wala kon hai?
*
10 points
Paak, Na-paak __________.
*
10 points
Samundar ka shikaar khana halal hai ya haram hai?
*
10 points
Kis situation me Allah ne shikaar karna mana farmaya hai?
*
10 points
Shaitaan Sharab aur juye ke zariye kya karna chahta hai? *
10 points
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.