Quick Qur'an Translation Quiz (Surah an-Nahl)

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki taraf scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيكم).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
6. Join Hira Academy Whatsapp Channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah an-Nahl 61 to 70
Quiz no. - 196
Name: *
City: *
 ﷽
Surah An-Nahl – Introduction & Short Details:
  • Naam: Surah An-Nahl
  • Meaning: Shehad ki Makhi
  • Quranic Tarteeb: 16
  • Ayat: 128
  • Para: 14
  • Sajda: Aayat 50
  • Maqam e Nuzool: Makki (Makka mein nazil hui)
  • 1. Surah Nahl ka zamana e nuzool Makka ka akhiri daur maloom hota hai.
  • 2. Habsha ki taraf hijrat ho chuki thi.

Mukhtasir Mazmoon:
  • Surah An-Nahl  (Honey bee) naam hona sirf alamat hai, aayat 68 me Nahl ka zikr hua hai.
  • Aesa nahi ki sirf shehad ki Makhkhi par hi surah me baat hui hai.
  • Nabi ﷺ ko jhutlaane walo aur haq k inkaariyo ke aetraaz ka jawab se surah ka aagaz hua hai.
  • Shirk batil hai aur tauheed haq hai. 
  • ALLAH ki wahdaniyat, risalat ka bayan hua hai.
  • ALLAH ne insaan ki takhleeq aur nai'maton ka zikr kiya hai, jaise  shehad ki makhi, samundar janwar, phal, zameen, metel, aur asmaan ke nizaam, insaan ki rozi, uska ghar jaisi neimate.
  • Ye surah insaan ko baar baar Allah ki naimaton ka shukar ada karne ki dawat deti hai.
  • Batil ki pairvi ke bure nateeje se daraya gaya hai.
  • Wahi (revelation) ka silsila Allah ka fazl hai, aur har cheez uski marzi se hoti hai. 
  • Sabr aur ihsan ki talqeen bhi ki gayi hai.

Khaas paighaam:
  • Allah ki naimat ka kasrat se shukr. 
  • Quran ki khulase ke saath tableeg, adal, insaan, sila rehmi ka hukm hua hai.
  • Hikmat se haqq ki taraf dawat ka hukm.
  • Jab batil ki aziyat badh jaaye tb imaan ki hifazat aur murtad ki saza bhi bayan ki gayi hai.
Hum dekhte hain k shirk aur zulm phaila hua hai.Allah logo ko zulm ke sabab foran azaab nazil kar de to kaun nahi bachega? *
10 points
Inkaari log (kuffar) Allah ke liye kaisi cheeze pasand karte hain? *
10 points

Kuffar (inkaari) apne liye jhooti ummed lagay hue hain ki-

*
10 points

Badamaal aur nashaista amaal ko shaitaan kaise achcha kar k dikhata hai?

*
10 points

"Is Kitaab (Qur'an) ko Humne aap par isliye utara hai ki aap un k liye har us cheez ko wazeh kar dein ,jisme ye ikhtilaaf kar rahe hain."

Is fiqre ka mafhoom kya hai?

*
10 points

Allah tala aasman se paani barsa kar zameen ko zinda  karta hai. Isme "sunne wale" ke liye nishani ka kya matlab hai?

*
10 points

Jaanwaro se doodh (milk) ke milne me humare liye kya ibrat hai?

*
10 points

Khajoor aur Angoor se kya ban sakta hai?

(aayat 67 sharab ki hurmat se pehle ki hai)

*
10 points

Shahad (honey) me (kuch bimariyo ki)shifa kyo hai?

*
10 points

Nihayat kharab umr ko pahunch kar sabhi budhe phir se be ilm ho jate hain?

*
10 points
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.