Quick Qur'an Quiz

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki tarah scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيك).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Quiz No.43
Topic: Surah Ale Imran Ayat No. 151 to 160
Name: *
City: *
 ﷽

Allah ki taraf lautkar kis kis ko jana hai?

*
10 points
Jung e uhad me kis cheez ki khwahish ne musalmaano ko shikast di?
*
10 points

Koi bhi faisla lene se pehle ________ karna chahiye aur faisla lene ke baad ________ karna chahiye.

*
10 points

"Do din ke liye aaye aur hadse ka shikar ho gaye, Isse to apne ghar pe rehte to kam se kam aaj zinda hote"

Ye jumla kaisa hai?

*
10 points
Gunahgaar musalman ko kya karna chahiye?
*
10 points

Kuffar ke dilon me Allah Musalmano ka Raub bitha deta hai unke ____ ki wajah se.

*
10 points
Allah ki raah me qatl hone walon ko tamam duniya jahan se zyada ________ milti hai.
*
10 points

Duniya ki koi takat _________ par ghalib nahi aa sakti.

*
10 points
Insaan ko apni jaan ki hifazat kaise karni chahiye?
*
10 points
Nabi ke hukum ki pairwi na karne ki wajah se musalmano ko kya mila?
*
10 points
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.