Quick Qur'an Quiz

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki tarah scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيك).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah Al-Ma'idah 51 to 60
Quiz no. - 71
City: *
Name: *
 ﷽
Qur'an aur baqi Asmaani kitabo ke nuzool ka maqsad kya tha?
*
10 points
Kin logon par ALLAH ki lanat aur uska gazab hua?
*
10 points
Jo hamare deen ka mazak udaye usse _________ nahi karna chahiye.
*
10 points
Kaun se nabi Taurat ki tasdeeq karne wale the?
*
10 points
ALLAH ne kise dost na banane ka hukm diya hai? *
10 points
Required
Tamaam paigambaro ka deen kya tha?
*
10 points

4 mein se Kaun si ek kitab baki 3 kitabo ki tasdeeq karti hai?

*
10 points
Aur jo Allah aur uske Rasool aur ehle iman ko apna rafeeq bana lein usey maloom ho ke Allah ki jamaat hi ______ rehne wali hai.
*
10 points
Jab koi Qaum ALLAH ki nafarmani karti hai to ALLAH unki jagah apni  ___________ Qaum ko le ata hai.
*
10 points
Hamara sabse sachcha dost kaun hai?
*
10 points
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.