Quick Qur'an Translation Quiz (Surah Yusuf)

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki taraf scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيكم).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah Yusuf 101 to 111
Quiz no. - 170
Name: *
City: *
 ﷽
101. Ek momin ko Kab tak imaan aur tawheed par qayam rehna chahiye?
*
10 points
102. Nabi kareem ﷺ Yusuf Alaihsalam ka waqiya kaise maloom hua? *
10 points

103. “Magar tum khwa kitna hi chaho inmein se aksar log maan kar dene waley nahin hain.

Allah ne is aayat me kis cheez ka zikr kiya hai jo aksar logon ke iman na lanay ki wajah banti hai?
*
10 points
104. Halanke tum is khidmat par insey koi _________ bhi nahin maangte ho, yeh to ek naseehat hai jo duniya walon ke liye aam hai. *
10 points
105. Allah ne kaun si nishaniyon ka zikr kiya jo log rozana dekhte hain lekin un par gaur nahi karte? *
10 points
106. Allah ne logon ke kis jazbe ko inkaar aur ghaflat ke taur par bayaan kiya? *
10 points
107. Nabi (ﷺ) kis raah par the? *
10 points
108. "(Aey Muhammad), tumse pehle humne jo paighambar bhejey thay woh sab bhi Insan hi thay, aur inhi bastiyon ke rehne walon mein se thay, aur unhi ki taraf hum wahee bhejte rahey hain. Phir kya yeh log zameen mein chale phire nahin hain ke un qaumon ka anjaam inhein nazar na aaya jo insey pehle guzar chuki hain? Yaqeenan aakhirat ka ghar un logon ke liye aur zyada behtar hai jinhon ne (paigambaron ki baat maan kar) taqwe ke rawish ikhtiyar ki. Kya ab bhi tum log na samjhogey."

Peghambaron ki insani fitrat aur un ke qabil-e-taqleed honay ke bare me yeh aayat kya batati hai?
*
10 points
109. Pehle paigambaron ke saath bhi yahi hota raha hai ke woh muddaton ______ karte rahey. *
10 points
110. Qur'an me bayan sabhi waqiyaat me kin k liye naseehat hai? *
10 points
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.