Quick Qur'an Translation Quiz

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki tarah scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيكم).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah Al-An'aam 31 to 40
Quiz no. - 81
City: *
Name: *
 ﷽
Inme se kya Allah ki nishaniyo me se ek hai?
*
10 points
Murdo ko kab dobara uthaya jayga?
*
10 points
Aur duniya ki jindagi kya hai? *
10 points

Kya Allah apne nabi per nishani utaarne ki kudrat rakhta hai?

*
10 points
Rasoolullah ﷺ ko kya cheez sadma pahuchati thi?
*
10 points

Qayamat ko dekh kar kuffar kya kahenge?

*
10 points
Allah ki ayato ka inkar karne wale kufr ke andhere me kis tarah pade hue hai?
*
10 points
Jab Rasoolallah  ﷺ se pahle ke Nabi jhuthlaay Gaye to unhone kya Kiya?
*
10 points
Mushrik badi musibat Me kise yaad kerte hain?
*
10 points
 Agra Allah chahta to sabko rahe rast par ikhatha kar deta yani muslim kar deta lekin esa Allah ne Kyu nahi kiya?
*
10 points
SUPPORT US
Qur'an distribution ka hissa banne ke liye aap is number (79035 74342) par PhonePe ke zariyah Al Qur’an Foundation ko support kar sakte hain.

To be a part of Quran distribution You Can Support Al Qur’an Foundation through PhonePe to this Number - 79035 74342
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.