Quick Qur'an Quiz

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki tarah scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيك).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah An-Nisa ayat no. 91 to 100
Quiz no. - 57
Name: *
City: *
 ﷽
Ek momin ko na-haq qatl karna ___________ hai.
*
10 points
Agar kisi ne hijrat ki niyat ki par usse phle hi use maut aa gai to kya use hijrat ka sawab milega?
*
10 points
Qur'an se rehnumai hasil karne ke liye hame _______ karna chahiye?
*
10 points
 ALLAH ne Mujahideen ko ye Fazilat de rakhi hai?
*
10 points
Required
Agar koi kisi momin ko jaan bujh kar qatl kar de to uski saza kya hai?
*
10 points
Kisike dil me kya hai, is baat ka andaza laga kar use bura bhala kehna durust hai?
*
10 points

Aaj ke naam nihad musalman, momino ke dil ke raaz unke dushmano ko pahunchate hain, jaisa ________ karte the.

*
10 points

Agar kisi city mein musalmano par zulm ho raha ho to us city ke musalmaan aurat, mard, budhe aur balugat ko pahunchne wale bachcho ko hijrat karni chahiye. 

Kya ye sahi hai?

*
10 points

Jo log apne nafs par zulm kar rahey thay unki roohein jab farishton ne qabz ki to unse pucha ke yeh tum kis haal mein mubtila thay? Unhon ne jawab diya ke hum zameen mein kamzoor o majboor thay.

Yaha kinka zikr kiya gaya hai?

*
10 points

ALLAH ne ____ ko baithe Rehne walon par bahut bade ajr ki Fazilat de rakhi hai.

*
10 points
SUPPORT US
Qur'an distribution ka hissa banne ke liye aap is number (79035 74342) par PhonePe ke zariyah Al Qur’an Foundation ko support kar sakte hain.

To be a part of Quran distribution You Can Support Al Qur’an Foundation through PhonePe to this Number - 79035 74342

Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.