Quick Qur'an Quiz

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki tarah scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيك).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah An-Nisa ayat no. 21 to 30
Quiz no. - 50
City: *
Name: *
 ﷽
Kisi mard par haram hai,  _______ se nikah karna.
*
10 points
Required
“Ek dusre ka na-haq mal na khaya karo.”
Ye kin logo se kaha gaya hai?
*
10 points

 Aur jin auraton se tumhare ______ nikah kar chuke hon unse hargiz nikah na karo, magar jo pehle ho chuka so ho chuka. 

*
10 points
Khudkhushi karne walo ka thikana kaha hai?
*
10 points
Aur jo shaks tum mein se itni taqat na rakhta ho ke khandani _________ (mohsenaat) se nikah kar sakey usey chahiye ke tumhari un laudhiyon mein se kisi ke saath nikah karle jo tumhare qabze mein hon aur momina hon.
*
10 points
Badkari aur behayai se Bachne ne liye ALLAH ne kya karne ka hukm diya hai?
*
10 points
Ladkiyon ka wali kon hota hai?
*
10 points
Insan ___ paida hua hai.
*
10 points
Agar haram chizon ka karobar halal tariqe se kiya jaye to kya wo  karobar  halal ho jayega?  *
10 points
ALLAH kya chahta hai?
*
10 points
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.