Quick Qur'an Quiz

Instructions:

1. Is quiz mein 10 objective type question hai jo ki 100 marks ke hain.
2. Kisi ki koi madad na lein, apne ilm ki buniyad par jawab dein.
3. Sare sawalon ke jawab select karne ke baad submit karein. 
4. Submit karne ke baad upar ki tarah scroll karke view score par click karke turant apne marks dekein.
5. Wish you all the best, Barak ALLAHu feekum (
بارك الله فيك).


"Humne is Quran ko nasihat ke liye aasaan zariya bana diya hai, phir kya hai koi nasihat qabool karne wala." [Qur'an 54:17]

Sign in to Google to save your progress. Learn more
Join Us On:

1. Join Quick Quran Quiz Whatsapp Community: Click Here
2. Join Quick Quran Quiz Telegram channel:  Click Here  
3. Visit our Blog: Click Here  
4. Join Islamic Theology Whatsapp Channel: Click Here  
5. Join Islamic Theology Telegram channel: Click Here
Bina padhe quiz attempt na karein.
Topic: Surah Al-Ma'idah 61 to 70
Quiz no. - 72
Name: *
City: *
 ﷽

Saaf kehdo ke “ Aey ehle kitaab! Tum hargiz kisi asal par nahin ho jab tak ke Taurat aur Injeel aur un dusri kitabon ko qayam na karo jo tumhare Rubb ki taraf se nazil ki gayi hain”. Zaroor hai ke yeh farmaan jo tumpar nazil kiya gaya hai inmein se aksar ki sarkashi aur inkar ko aur zyada badha dega, magar inkar karne walon ke haal par kuch afsos na karo.

Ye Baat ALLAH ne kis se kahi?

*
10 points
Kis Qaum ne rasoolon ko jhuthlaya aur qatl kiya?
*
10 points
Munafiq kya karta hai?
*
10 points
Required
ALLAH kin Kafiron ki tamaam buraiyon ko maaf kar deta hai?

Jo _____________.
*
10 points
ALLAH kinko hidayat nhi deta?
*
10 points
Kya dil ki har Baat ko ALLAH janta hai? *
10 points
Kaun duniya mein be-khauf rahega aur bilkul be-gham ho jayega?
*
10 points

Kaash inhon ne ________ aur un dusri kitaabon ko qayam kiya hota jo inke Rubb ki taraf se inke paas bheji gayi thi. Aisa karte to inke liye upar se rizq barasta aur nichey se ubalta ,agarche inmein kuch log raast-ro bhi hain lekin inki aksariyat sakht badh-amal hai.

*
10 points
Jhooth bolna aur haram chizon ko khana ____________ hai.
*
10 points
Yahoodiyon ke kis qaul ki wajah se un par lanat ki gai?
*
10 points
Submit
Clear form
Never submit passwords through Google Forms.
This content is neither created nor endorsed by Google.